sentence
stringlengths
0
2.02k
sentiment
class label
3 classes
1974 ki series mein hum na koi test match hare or na koi first class match
0Positive
1948 mein Bradman ki “The Invicibles” team ke bad Pakistan ki pheli team thi jo baghar koi match hare England se wapis palti
0Positive
In doron mein team ka hissa rehne wale Imran Khan ka kehna hai ke team par goron ka is qadar nafsiyati dabao hota ke hum jeta howa match har jate
0Positive
Is leye jab wo captain banne to unhon ne is team ko is khuf se nijat dilai
0Positive
Is bare mein jab Intikhab Alam se pocha to unhon ne bataya, un dinon doron mein hum ne bari achi karkardagi dekhai
0Positive
7 larke England mein county khel rahe the, jis se un ko bohat kuch sekhne ko mila
0Positive
Ye durust hai ke aik do martaba hum jeet ke kafi nazdik aaye, magar har gaye, to is ki wajah khuf aur dabao nahi tha
0Positive
Is mudat mein cricket ke sath job hi acha bura howa is ke bare mein first hand information un ke pass bohat hai, lekin barae naam maslehatan khlte nahi, aur esi baat kam hi batate hain, jis se tarikh ka record durust ho sake
0Positive
Aur to aur wo apne sath hone wali ziyadatiyon par bhi dil ke phaphole phorte nahi, aur kisi kirdar ka naam bata den ye to namumkinat mein se hai
0Positive
Pakistan team mein hone wali baghawaton ka zikar karen to baat gol kar jayen ge
0Positive
Manager ke tor par nakhushgawar waqeyat ke bare mein daryaft karen to bhi tal jate hain
0Positive
Is sort e haal mein Intikhab Alam Imran Khan ke sath khare rahe
0Positive
Intikhab Alam Pakistan ki one day team ke phele captain hain
0Positive
Un ki zer e qayadat 1974 mein England ke khilaf do one day Pakistan ne khele aur kamyabi hasil ki
0Positive
Pakistan ne sire se practices match khela to unhon ne county team ki taraf se 95 runs bana dale
0Positive
Is moqe par wahan mojud tamashaiyon ne team se un ke ikhraj par ahtejaj bhi kiya
0Positive
Hanif Muhammad ke benul aqwami cricket se alag hone se mutaliq pocha to wo bole “Hanif Muhammad kamal ke batsman the, un ke ghuthne mein problem thi, team mein bhi ahsas yehi tha kea b unhen retire ho jana chaheye
0Positive
Main nahi samajhta ke Kardar ne un ki retirement ke silsile mein koi zabardasti ki
0Positive
Pakistan cricket par hal hi mein shaya hone wali Peter O’Brian ki lajawab kitab “Wonder Tiger A History of Cricket in Pakistan” mein Sadiq Muhammad ka bayan naqal howa hai, jis ke mutabiq West Indies ke khilaf aik match mein captain Intikhab Alam ne unhen ghair zarori tor par short leg par khara kiya aur phir full tos phenk di jis par batsman ne zordar hit lagai aur wo shaded zakhmi ho kar hospital pohach gaye aur marte mate bache
0Positive
Idhar cricket ke leye ghar ke indar aur barah mawafiq mohol mayasar aaya
0Positive
Bare bhai Aftab Alam bare umdah cricketer the
0Positive
Intikhab Alam bare bhai ko khud se ziyadah basalahiyat qarar dete hain
0Positive
Intikhab Alam jin ka dihan medium peser banne ki taraf tha, unhen bhai ne aik din kaha ke tum leg spin bowling par tawajah do, is fan mein s waqat koi taq nahi, ye baat Intikhab Alam ke dil mein ghar kar gai aur unhon ne khud ko leg spin bowling ke waste waqf kar diya
0Positive
Ghar ke peche turf wicket bana rakhi thi jahan tenon bhai khub cricket khelte the
0Positive
Church Mission School mein un ki salahiyaton ko aur jila mili jahan kheel ka bara medan tha
0Positive
Robi Shield Inter school tournament mein bare kante ke muqable hote
0Positive
Net mein jab unhon ne Pakistani team ko bowlimg karai to Kardar mutasir howe
0Positive
1959 mein Pakistan eaglets ka hissa ban kar jo karkardagi dekhai is se pheli bar laga ke wo Pakistani team ka hissa ban sakte hain
0Positive
1959 mein Richie Beno ki qayadat ki Australian team Pakistan aai, President eleven ki taraf se khelte howe 8 khilari out kiye to us waqat ki karkardagi ki bunyad par Karachi mein hone wale terse test mein quomi team mein shamil kar liya gaya
0Positive
Phela ball kahen short na par jaye is leye ye amoman phela ball tez karte
0Positive
Captain ke kehne par leg break karai jo par ka kafi tez nikli, batsman Colin Mc Donald cut marne ki koshish mein bowled ho gaya
0Positive
Intikhab Alam ke baqol ye sab ALLAH ki beharbani thi, mujhe samajh nahi aya ke ye kiya ho gaya
0Positive
Stadium tamashaiyon ki taliyon se gonj utha
0Positive
Runs banne lage
0Positive
Logon ka khayal tha ke hum innings ki shikast se do char hon ge lekin mere aur Asif Iqbal ke darmiyan nawen (9th) wicket ki sharakat mein 190 runs ka almi record abn gaya
0Positive
1973 mein Hyderabad mein New Zealand ke khilaf 138 runs aur 7 wicketen lena bhi Intikhab Alam ko nahi bhulta
0Positive
Pakistan ki team ki coaching to wo saal hasaal karte rahe lekin 2 seasons mein Intikhab Alam ne Bharati Punjab team ki coaching ki
0Positive
1971 mein mashriqi Pakistan mein bhuran ke dinon mein Pakistani team udhar phans gai to ese mein Intikhab Alam ne bhag dor kar ke team ki bahifazat maghribi Pakistan wapsi ko mumkin banaya
0Positive
Kehte hain ke wo Hindustan se Pakistan aane wali akhri musafir train ke bhi musafir the aur mashriqi Pakistan se Maghribi Pakistan aane wali akhri flight mein bhi sawar the
0Positive
Intikhab Alam jo apne zamane mein behtareen leg spanner the, wo leg spin bowling ko cricket mein mushkil tareen art samajhte hain, jis mein maharat ke leye un ke khayal mei bohat ziyadah mashq aur maharat ki zarorat hoti hai
0Positive
2 bete hain, zindagi se mutmain hai
0Positive
Mushkil tareen halat mein bhi umeed ka daman thame rakhne ko apni sab se bari qowat gardante hain
0Positive
Ideas phainkay gaye aur chand main se aik samne aya.
0Positive
Dekh kar lutf anddoz hone ka acha maoqa mehsoos huwa.
0Positive
Janab Hashir sahab aur Badshah Salamat ne exams k baad is project pe kaam shuru kiya.
0Positive
Ye bachay ko to sab kuch pata tha.
0Positive
Badshah salamat se unhoon ne guftogo ka kuch is tarha aghaz kiya:
0Positive
Lekin jab Sir Hashim ne kuch official baat karna shuru ki to andaza huwa k koi khatra nahi tha.
0Positive
Ahista ahsita saans bahal howa.
0Positive
Phir ye suna, kay, aap jayen
0Positive
Aap ne socha k ja k kyoon na us bachay se baki dastaan ka hisa maloom kiya jaye jis ko ye kisi tarha maloom tha k aap ne buzzer takhleeq kiye thay.
0Positive
Jab class khatam huwi to Hashim sahab ne class ko bola k aap k kuch seniors hain Taha aur Hashir, wo aap k sath mazak kar rahay hain.
0Positive
Bohat hi dilchasp maloom hota hai ye circuit.
0Positive
Poori baat sunne k baad apne dost se badshah salamat ne faryama k yar circuit ka dedaar kara do.
0Positive
Aglay hi din circuit dekhne ko mila.
0Positive
Waqt nahi tha battery badalne ka to aap ne tape se dosre battery chipka dali thi.
0Positive
Monday k din Khuwaaroon k Badshah Salamat subha jaldi cycle ki madad se uni agaye.
0Positive
pe hastay rahay.
0Positive
Uni pohanch kr badshah salamat ko maloom huwa k SENTEC kal hai aur aap circuit designing ki team k leader bhi hain.
0Positive
SENTEC k Robot Maze walay competition main bhi hamari E-Knights ki aik robot (Metal Slug) hisa le rahi thi jis per kafi arsay se hamaray aziz Hashir sahab aur Samad sahab apni team k hamrah kam kar rahay thay.
0Positive
keh kr Gulzar sahab ne raghib (????) kiya jabkay (????) Panjwani sahab ko nashtay ki lalach se Badshah Salamat ne mael (????) kiya.
0Positive
Badshah Salamat, Panjwani aur Bilal sahibaan ne n ki purzoor (?????) moral support main apni neendain puri keen.
0Positive
Raat ko Panjwani sahab k hath aik marker bhi lag gaya jis se wo sotay huway logon ki shakloon (?????) per khakay (????) bana kar purlutf (?????) hotay rahay.
0Positive
Khayal kuch yoon tha k koi to NED ki robot complete karlay maze.
0Positive
Jab wahan stage pe ja kar Hashir sahab ne apna case lara (???) aur Judge ne dobara chance denay ka jab inkar kar diya to Hashir sahab ne Section A ko E-Knights ka robot use karnay ki manzoori de di.
0Positive
Is robot ne bhi mazi (past) main maze solve ki thi.
0Positive
Aur ghabranay (???????) ki zyada zarorat nahi hai meray dosto.
0Positive
Aik American company aesi bhi hai jo sirf un ko leti hai jo fail huway hoon.
0Positive
Jab light agai to phone kar k KESC waloon ka shukria adaa kiya.
0Positive
Kehti theen k is mahinay ki 31 ko mangni karne ka irada rakhti hain aur ye k Khuwaaroon k Badshah salamat ko bhi daawat thi.
0Positive
Ab BLUES CLUES to khelnay se to rahay, behtar ye jana k aik fehrist tayar ki jaye.
0Positive
Ufone per calls ka package tha Badshah salamat k walid sahab k phone per to isliyay CR sahiba se koi Ufone ka number manga.
0Positive
Akhir aik adad thank you apne sath le kr bahar nikle.
0Positive
Phadda bhi daikh liya, point main safar bhi kr liya aur ghar bhi puhanch gaye!
0Positive
Jb schematic bana chuke to aik aur banene ka socha.
0Positive
Better safe than sorry k raste pe chalte unhoon ne aik aur schematic bana dala.
0Positive
jab wo bhi ban gaya to socha k circuit bana hi lo.
0Positive
Kuch na hone se to behtar hi tha.
0Positive
Kafi comfortable hai pehnnay mein aur black color honay ki wajha sey ye har cheez par chal jati hai. Main islye aksar ye hoodie pehnta hun liken shukar hai fitting waghera sub theek hai phr bhi.
0Positive
mera tou dil agaya hai is jacket per. Bari achi stitching hui hai iski aur kapra bhee acha istemal kia hai.
0Positive
Kafi rough si feel hai iski, pehney mein comfortable tou hai liken kapra itna naram nahi hai aur bhari mehsus hota hai.
0Positive
bohat achi tee shirts hain yeh , bohat hi paayedar kapra hai aur naram b hai, pehen k bohat sukoon milta hai .. Size and fitting k hawale se b mjhe koi masla nahi hai, sb aik dm perfect laga mjhe! aur price k lehaz se tw best hai yeh bilkul
0Positive
Mein iski fabric aur fitting se kaafi mutmaeen hoon kiunkay jitna comfortable is ka fabric hai, uska double impact user per parhta hai. Bilkul aik body shaper ki tarhan kaam karta hai aur slim fitting wali shirts ba-asani pehn sakta hoon ab :)
0Positive
T-shirt kaafi achi thi aur experience iss dafah kaafi acha raha hai mera aur koi bhi shikayat nahi hai iss se kyunke jaisi maine ye picture mai dekhi thi, ye bilkul waisay he thi aur mjhe fitting mai bhi bilkul sahi hai aur iska stuff bhi kaafi acha hai aur color bhi acha hai.
0Positive
Bohot achay thay yeh, maine apnay liye hi mangwaye thay or kaafi achi quality hai. Asal mein aaj kal yeh fashion mein bhi hai ke fitted trousers hon toh yeh isliye mangwai maine. Comfortable bhi hai or jo maine price pay kari hai iske liye uske hisaab se bhi achay hain.
0Positive
Ye achi hain kafi bonanain bazar mein itni achi nae milti ye daraz per achi mil gai kafi.
0Positive
Bohot outclass trousers hain! Mujhe toh is tarah ke fitted trousers kabse chahiye thya laken yahan markets mein yaa tou yeh bohot mehnge thay ya tou mil hi nahi rahay thay. Laken daraz.pk par itnay zabardast price mein mere ghar pe deliver kardiye gaye. yeh bohot zabardast hain inki fitting itni achi lagti hai pehn ke, ke kia bataun. Bilkul jis tarah dikhaye gaye hainn ye wese hi hain. Bus ek baat hai ke ye kapra araam de tou hai laken ye garmiyon mein pehnna zara mushkil hai kyunke thorha mota hai yeh kapra.
0Positive
Trousers tou mashaAllah se bohat achay hain,. Hjaisay dikhaye the waisay hee deliver kiyay hain. Bohat aramday hain, aik baar pehnkay sukoon mein bethay rahao. Colours bhee mujhe pasand aye inkay. Blue aur neon Green wala Grey walay se behtar laga :) Rea
0Positive
Hoodie ki quality achi ahi, pehnay mein bhi garam hai aur dekhnay mein pasand ayi mujhay
0Positive
Bohot achay thay ye trousers. Maine pehn ke bhi dekhen bhot achi fitting hai inki inse bohot mutmaeen hun mein. Yeh comfortable hai bohot.
0Positive
Iss tshirt ki quality tou A1 thi aur material bhi first class tha magar bas mjhe 1 issue that ke iska jo front waala print tha who agar poora white hota tou maza ajata. Kyunke white ke background waalay colors jo hain who thora maza kharaab karta hain. Magar overall boht acha experience that aur tshirt boht achi hai.
0Positive
bohat lush hain teenoun shirts lekin meri sbse ziada favorite white wali hai . iska style kafi acha lagta hai aur kapra bohat hee munasib hai is mosam k lehaz se full sleeves bilkul tang nahi kartii .. aur fold kr k b rkhta hoon kabhi kabhi tw boht achi lagti hai .. size aur fitting b mjhe aik dm outclass ai thii! paison k lehaz se behtreen hai
0Positive
Mien isko 5 mein se 5 doonga, na zyada na kam, shirts ki quality mujhe bohat pasand ayee hain , aur dono pe printing bhee bari heavy hui wee hai. Wrestling ka fan hoon mein aur yeh shirts na tou sirf fitting mein pasand ayeen lekin waisay bhee naram hain bari
0Positive
Behtareen quality awesome print super love
0Positive
Aj he milay hain mjhy ye 3 shorts , really jesa pic me ha same to same ha , quality se dar rha tha me but quality b wesy he hai jesi dikhai ha , first experience with daraz.pk and loved it agar koi info chahye yaqeen na aye to contact me @itz.sheri.sr7 (insta)
0Positive
Bohot hi koi aala kism trousers thay yeh. Donon trousers bilkul wese hi hain jese daraz par pictures mein dikhaye gaye hain or iske ilawa ye bohot comfortable hai pehnne mein. Mein pura din yehhi pehn kar ghoomta rehta hun or sota bhi yehi pehn kar hun or fitting bhi achi hai.
0Positive
Inn sweatpants ki baat karen tou ye pehnnay ke liye tou boht achi thi magar bas aik chota sa masla laga mjhe ke inki pockets boht choti thi aur pockets waala area jo tha who boht rough tha uske ilaawa tou color aur size waghaira bilkul sahi tha tou uss se koi shikayat nahi.
0Positive
acha hy.koi issue nai
0Positive
main in dono hi cheezon se mutameen hoon, mjhe loafer aur sandal ki quality price k lehaz se munasib lagi hai.. Loafers mein thora masla yeh hai k silai mein neatness nahi hai iske elawa material acha hia, pehenne mein aram day and patla b ha pehen k ziada paseena nahi ata pair mein . sandal se mjhe koi shikayat nahi kafi pasand hai.
0Positive
Daraz bohat acha market hai , hmko bohat pasand hai.. is ne humain sahulat di hai bohat ziada aur koi b cheez hum ghar bethay aram se manga skte hain. Yeh sandal b bohat achi hai , humko pehenne mein bohat araamday lagi hai aur size ka b koi masla nahi hua hai . hum tw bohat khush hai is se aur isko poore number degaa :) Read more
0Positive