sentence
stringlengths
0
2.02k
sentiment
class label
3 classes
Mujhe apni shakhsiyat ke niswani pehlon ke sath jeene ka pora haq hasil hai.
0Positive
Agar aap ko piyar aur acha mahaul milta hai to aap ko kisi aur chez ki parwah nahi hoti.
0Positive
Main ne Imran ko bataya tha ke jab mere walid jogging ke liye jaya karte the to wo har din meri waldah ke liye phool laate the.
0Positive
Imran bhi har din subha ki walk ke bad mere liye phool late hain.
0Positive
Mujhe jewelry ki koi zarorat nahi, kyun ke Imran ke liye hamare baagh se behtareen Rose muntakhib kar ke laate hain.
0Positive
Main Imran se kehti hon ke aap ki hesiyat is se barh ke hai, aap ko to aisa hona chahiye ke aane wali naslein bhi yaad karen ke aisa bhi koi leader tha.
0Positive
Is baat par Reham Khan ne muskurate hue kaha
0Positive
K sab se achi baat yeh hai ke main Imran ki wife nahi, mera matlab hai ke jab main ghar mein hoti hon to Imran Khan ki biwi nahi hoti hon.
0Positive
Matlab yeh ke main is hawale se khud par koi dabao nahi leti.
0Positive
Mujhe Gucci ke coat pasand hain.
0Positive
Kyun ke meri shadi aik bohat he sadah se insaan se hui hai.
0Positive
Lekin phir bhi mujhe new shoes lena bohat acha lagta hai.
0Positive
Jahan tak fitness ka talluq hai to meri shadi aik aise insaan se hui hai, jo junoon ki had tak apni fitness ka khayal rakhte hain.
0Positive
Main hamesha se bohat dubli patli rahi hon, kyun ke mere 3 bache hain aur main aik lamhe ke liye bhi kahin par tikk ke nahi bethti hon.
0Positive
Imran kafi tez daurte hain, lekin main bhi itni he tez daur sakti hon ke jitni tez Imran daurte hain.
0Positive
Lekin main hamesha apne bachon kea as paas he daur lagati rehti hon.
0Positive
Khuraak ke mauaamle mein Soshi meri pasandeeda dish hai, lekin mujhe pizza bhi bohat pasand hai.
0Positive
Main bohat cooking karti hon aur new se new sweet dishes banane mein lagi rehti hon
0Positive
Talib ilmi ke zamaney hi se insaf, insani haqooq, aman aur jamhuriyat ke hami aur fayal karkun rahey hain
0Positive
Ansar Burney ki yeh falyat Marshal Law Hukam ko pasand na aie aur unhain 1977 mein 8 Mah qaid ba moshaqqat ki saza dea ker jail mein dal dea.
0Positive
Iss tara Ansar Burney ko kai baras tek jailon ki surat hal aur qaidyon ki halat zar ka chasm deed moshaheda ker ney ka moqa mil gea unhon ney qaid khaney hi mein yeh faisla ker lea kay jab bhi rahai mili bea gunah aur mazloom quidyon ki najat key leyeh koi adara quaim kerein gein.
0Positive
Ansar Burney Welfare Trust International Chunanchey 1980 mein unhon ney Ansar Burney Welfare Trust International quaim kea pher iss key tehat zaily adaray quaim keay yani Parznrzaid Society jo key qaidyon ko qanuni imdad mohaiya ker ti hi.
0Positive
Gumshoda aur agwa shoda ashkhas ki bazyabi key leye Beuro aur insedad dehsht gerdi key lea aik comition yeh trust aik gair serkari gair seasi aur gair munfiet andoz insani haqooq ki die tanzem hay aur is ski rejgtration Amrica mein bhi ho chuki hay inn ki mosalsal aur bea louse koshishon sey ab tek lakhon sey zaida aeyse quadi reha ho chukey hain jog air qanooni tour par Pakistan aur barony mumalik mein quaid rahey inn mein sey baz jailon mein hi paida huay they aur chalees chalees sal bea qasoor aur bea gunah sakht moshaqqat ki zindagi mahaz laquniat ki waja sey guzar rahey thay neaz bees hazar sey zaidah gumshudah aur agwa shudah bachchon aur bachion ko baziab karaya ja chukka hay halankey iss hawaley sey unhain khasi tanqeed ka nishana banna para.
0Positive
Bharti jasus Kashmir Singh ki rahae ka mamla bhi aysa hi aik case tha Kashmir Singh ney Bharat mein jaker Pakistan mein apni ser germion key hawaley sey jo bianat dea un par Pakistani halqon mein gahra gam o ghussa dekhney mein aya taham Ansar Burney ney kaha key un ka zameer mutmaen hay Kashmir Singh ney bhi apni rahai key hawaley sey Ansar Burney key kirdar ko saraha.
0Positive
Insani haqooq key leyeh Ansar Burney ki khidmat key aeteraf mein hukumat Pakistan ki taraf sey unhain sitara e imtaiaz sey nawaza gea aur kai bainul aqwami aizazat bhi unkey hissay mein aeay hain taham jaisa key pehley ziker hua unhain kai halqon ki taraf sey tanqeed ka nishana bhi banaya jata rahta hay shaied iss ki waja yeh hai ke Ansar Burney insani haqooq key leyea kam kertey huay kisi ka sirf Pakistani hona zaruri khaial nahin kertey aur khasusan Pakistani jailon mein band Bharti qaideon ke haq mein awaz buland kerney par unka dosron ki nigah mein qabil nafreen tharna shaiad kisi had tak qabil faham hai.
0Positive
Maroof qanoon dan aur azadi-e-niswan-o-insani haqooq ki alamberdar Asma Jahangir 27 January 1952 ko Lahore mein paida hue in key walid Malik Ghulam Jilani maroof siasat dan they apnay 1968 mein Senior Cambridge kerney key bad 1969 mein kanier college Lahore mein dakhla lea Sadar Ayub key khelaf Awami tahrek uthi to unhon ney bhi college ki talbat ka aik jaloos nikala aur is ski qaiadat ki jis kipadasht mein unhain chand mah key leyeh college sey nikal dea gea issi college sey BA ki degree hasil ki.
0Positive
1972 mein Asma Jahangir ka nam mulk ger shohrat hasil ker gea keonkey iss waqt un key walid Malik Ghulam Jilani ke hibse beaja key khelaf un ki patishion par faisla detey huae Supreem court ney Chief Marshallah Aid Ministrater Jeneral Yehya Khan ko ・Ghasib・qarar dea tha Pakistan ki tarekh aur qanoon ki ketabon mein moqadma ・Asma Jilani case・key nam sey mashhoor hua.
0Positive
LLB Degree Asma Jahangir 1978 mein LLB ki degree hasil kerney key bad buniadi insani haqooq aur tahaffuz nuswan key lea 1980 mein apni jaddo jahad ka agaz kea Punjab Women Lowers asosi aishion qaiam ki.
0Positive
Yon to Asma jahangir ki puri zindagi hi amriaat aur insani haqooq ki khelaf warzion key khelaf jado jehad kernay se ebarat hai aur unki khidmata ka kae bainul aqwami sithat par eteraf bhi kea ja chukka hay lakin un ka taza tareen karnama November 2007 se March 2009 tak General Pervez Musharraf ki amriat ke khelaf aur bad-e-azan Chief Justics of Pakistan Iftikhar Muhammed Choudhry ki bahali ke haq mein chalae janey wali tahreek mein unka numaya hissa hai iss tehreek mein unki bher pure karkerdagi ka eteraf tamam halqon ki taraf se kea gea magar Chief Justice key haq mein tehreek chalaney ka matleb yea nahin tha key Iftikhar Muhammed Choudhry un key kea kisi ・Moqaddas Gae・ki hasiat ekhtaiar ker jatey yahi waja hay key jab Supreme Court key ful Bench ki taref dey badnama e zamana NRO key khelaf mukhteser faisla jari kea gea to iss faislay key baz nikat par apney tahaffuz ka izhar ker tey huea unhon ney iss par tanqeed bhi ki.
0Positive
Asma Jahangir 1995 mein Sadar mumliket ki janib sey sitara-e-Imtiaz・key elawah sola qaumi azazat hasil ker chuki hain elawah azeen kae baeruni mumalik key imteazi inteazi award sey bhi nawaza gea. Asma Jahangir 1995 mein unhain haqooq insani key tahaffuz ka marton Aenelz Award dea gea issi sal unhain ・Awam ki khidmet key azeem jazbea ka mozahra ・ker ney par Mag Sa Sey nawaza gea.
0Positive
2001 mein unhain Aqwam e Muttahida ke tarqiati fund barae khawateeen ki taraf se Millennium Prize yani ・hazarey ke Inam ・se nawaza gea. 2002 mein Asma Jahangir ko Lisl and Leo Eitinger Prize mila.
0Positive
Bachion ki moshaqqat, begari, unki jabri molazmat, tahreek nuswan key mozu par un ke moqalat shae hotey rehte hain. Asma Jahangir ki do kitabain Angreazi zaban mein shaea ho chuki hain jin ka mozu hadud ordenence aur bachchon ki jabri moshaqqat hay.
0Positive
Allama Iqbal ki waldah Imam Bibi wo azeem khatoon thein jinhon ne us mard e haq agah ko janam diya jis ne apni jhanjhor dene wali shairi se umat e muslima ke tan e murda mein nai roh phonk di, mayosiyon ke andhere mein nai raoshni dekhai, jawanon ko ishq o junon ki lazat se ashna kiya, maqhoron ko khudi ka sabaq parhaya aur maghribi tehzib o falsafe ki bunyad hila kar rakh di.
0Positive
Nakhunda hone ke bawajod bari mamla feham, dor andesh aur mudabir khatoon thein.
0Positive
Khandan ke jhaghron ka khush aslubi se tasfiya karati thein aur muhale ki khawaten mein bari maqbol thein.
0Positive
Apne tibbi gudaz aur reham dili ki badolat Imam Bibi kisi ko musibat mein nahi dekh sakti thein.
0Positive
Ghurba ki amdad karna magar is andaz mein ke kisi ko khabar na ho, un ka dastor tha.
0Positive
Un ka aik aur tarika ye tha ke muhale ke gharib gharanon ki das bara saal ki teen char bachyon ko apne han le atein aur un ki kafeel ban jatein.
0Positive
Imam Bibi amor e khana dari ki taleem detein, silai karhai sikhatein, apni baho betiyon se parhne likhne ke elawa dini taleem dilwatein.
0Positive
Jitna arsa wo larkiyan un ki tehwil mein rehtein, wo un ki dekh bhal bilkul betiyon ki tarah kartein aur shadiyon ke waqat bhi un ko betiyon ki tarah rukhsat kartein.
0Positive
Shadi ke bad wo larkiyan un ke ghar isi tarah atein jese betiyan meke ati han.
0Positive
Itefaq se 9 November hi Iqbal ka youm e wiladat hai chunacha apni waldah ke inteqal par Iqbal pore 37 baras ke the, is ke bawajod unhon ne apni waldah ki mout ko is tarah mehsos kiya jis tarah koi kamsin bacha nehsos karta hai.
0Positive
Aap ko sakht sadma howa aur kai roz tak aap dil girifta rahe.apni waldah ki wafat ke hawale se Iqbal ne maha raja Parshad ko tehrir kiya: 鄭h! Isnan apni kazori ko chupane mein kis qadar taq hai.
0Positive
Be basi ka naam sabar rakhta hai aur phir is sabar ko apni himat o istaqlal ki taraf mansub karta hai.
0Positive
Rana Liaquat Ali Khan ko tehreek e Pakistan ki aik khamosh rukun hone ke elawa Pakistan ke phele wazir e azam ki ahliya hone ka izaz bhi hasil hai.
0Positive
School aur college mein aap numaya hesiyat ki hamil thein.
0Positive
Aap ki tabai hazir jawabi, bazla saji aur shafuftagi mukhatib ko garwidah kar leti thi.
0Positive
Talebat ki sargarmiyon mein aap pesh pesh rehti thein.
0Positive
Liaquat Ali Khan ki sari khat o kitabat aur type ka kaam Begum Liaquat Ali Khan injam detein thein.
0Positive
Siyasi kaamon mein bhi Begum Liaquat un ki madad kartein.
0Positive
Rana Liaquat har mumkin had tak apne shohar ka hath batane ke elawa gharelo zimedariyan bhi pori kartein.
0Positive
Begum Liaquat ne un ki parwarish nihayat zimedari se ki.
0Positive
Quaid e Millat apni siyasi masrofiyat ki wajah se bachon par tawajah nahi de sakte the, is leye ye zimedari mukamal tor par begum Liaquat ke kandhon par aan pari aur unhon ne ye zimedari nihayat kamyabi se nibhai.
0Positive
Ab Liaquat Ali Khan aur Begum Liaquat par nai zimedariyan aan parein mashriqi Punjab aur degar khiton se mahajireen ka jo selab umad para tha, is ki bina par Liaquat Ali Khan ka hath batane ke leye baqaidah khidmat aur bani no insan ki imdad ki tanzeem ka aghaz kiya.
0Positive
Gharelo khawateen ye baat janti h na thein ke wo ghar se bahar bhi koi khidmat injam de saktein hain.
0Positive
Un halat mein natajurbe kar khawateen ki tanzeem banana aur un se musibat zadgaan, nadar mohtaj afrad ki khidmat ka kaam lena yaqenan mushkil tareen kaam tha lekin Begum Rana Liaquat Ali Khan ne is kaam ka bera uthaya.
0Positive
Is azeem kaam mein unhen jo kamyabi nasib hoi wo yaqenan heratnak hai.
0Positive
Un ki qayadat mein natajurbekar Pakistani khawateen khidmat e khalq ke leye jis tarah mutahid hoein aur kaam kiya wo apni missal aap hai. Begum Liaquat Ali Khan ka sab se bara karnama 鄭pwa・yani aal Pakistan anjuman khawateen ki tashkil aur tanzeem hai.
0Positive
Is ki wajah se un ka naam Pakistani tarikh mein hamesha zindah rahe ga.
0Positive
22 February 1949 ko Pakistan bhar se unhon ne esi khawateen ko madu kiya jo zindagi ke mukhtalif shobon mein mufeed aur karaamad kaam anjam de rahein thein.
0Positive
Ye Pakistan ki tamam khawateen ki anjuman hai aur is mein shirkat ke leye kisi rutbe, darje, mazhab ya firqe ki qead nahi.
0Positive
Is anjuman ka maqsad Pakistani khawateen ki samaji, taleemi aur saqafati islah hai.
0Positive
Is ki shakhein Pakistan ke charon sobon aur kafi zilon mein hain.
0Positive
Apwa ki zer e nigrani kai school aur college khole gaye hain, hospitals qaim kiye gaye hain, amor e khanadari ka khas intezam kiya gaya hai.
0Positive
Is tanzeem ka maqsad khawateen ki sahi tor par tarbiyat karna hai. Liaquat Ali Khan ki shahadat ko unhon ne nehayat hosle ke sath bardasht kiya aur is ke baad bhi Apwa ki sargarmiyan jari rakhein.
0Positive
Hukumat e Pakistan ki janib se un ko kai aala uhdon par faiz kia gaya.
0Positive
Aap nihayat hoslamand aur jari khaton thein.
0Positive
Begum Rana Liaquat Ali Khan ne tamam zindagi insaniyat bilkhusos khawateen ki khidmat mein guzari.
0Positive
Aap bachpan hi se semab sifat, takhliqi aur mutajasis zehan ki malik thein.
0Positive
Hosh sanbhalte hi apne ishteyaq ke sabab mukhtalif adyan ka mutala kiya aur Islam se behad mutasir hoein.
0Positive
Is ke baad Hammer Smith College mein county council of Landon ki taraf se munaqidah fine art ke imtehan mein scholarship hasil kiya.
0Positive
Art ki baqaidah taleem Sent Marten School of Art Chairing Cross Landon se hasil ki aur phir Landon council se senior scholarship of fine art lene ke bad Royal College of Art Landon mein dakhil hoein.
0Positive
Royal College se art ki taleem mukamal karne ke bad Royal College hi mein associate in design muqarar hoein.
0Positive
Punjab University Lahore mein aap ne bartanwi tarz ke syllabus ke bajaye American syllabus raij karwaya kyun ke bartanwi syllabus mein un ke khayal ke mutabiq ye khami thi ke theory aur practical alag alag karwaye jate the lekin American tarz ke mutabiq theory aur practical aur art ki tarikh aik sath parhaye jate the jis se talba ziyadah mustafeed hote the aur un ki dilchaspi barqarar rehti thi.
0Positive
Aap ne art ki classes ki farogh mein aham kirdar ada kiya.
0Positive
Anna Molka Ahmed ki koshishon se Punjab University fine art department jald hi mustehkam ho gaya aur talba ko fine art se khusosi lagao paida ho gaya.
0Positive
Anna Molka Ahmed ki koshishon se 1958 mein M.A fine arts ki classes ka ijra howa aur 1960 mein B.A owners ka teen saala course bhi shuru howa.
0Positive
1964 mein aap ne painters aur graphic designers ke leye peshawarana courses ka ijra kiya.
0Positive
Mosam e garma ki tatilat mein aap apne khawand ke sath shumali elaqajat ki seer ke leye jatein aur qurat ke hasein manazir ko apne brush ki girift mein la kar na sirf dekhne walon ki aankhon ki dawat ka saman latein bal ke sath sath fan ke giran kardar namone bhi jama kar jatein.
0Positive
Anna Molka Ahmed ke baad ane wale fankaron ne in shah paron se behad istefadah kiya aur art ki taraqi ka bais banne.
0Positive
Pakistani afwaj ke leye banai gai aap ki tasweer 賭easar ul hind・ko behad pazirai mili aur ye tasweer aap ne Pakistani Army ke liye teen martaba taiyar ki
0Positive
Anna Molka Ahmed ne taqreban nifs sadi tak fan e musawiri ki khidmat ki.
0Positive
Ana Molka ne landscape, philosophical aur mazhabi paintings, drawing aur mono mantel painting ke beshumar namone bator yadgar chore hain.
0Positive
Pakistan ki dehati zindagi ki akasi aur qudrati manazir un ke dil pasand muzoat mein se the.
0Positive
Is ke elawa 1982 mein aap Quaid e Azam artists award 1983 mein Pakistan federation of business and professional woman club ki taraf se gold meddle ki mutahiq qarar de gaein.
0Positive
Bilquis Edhi ke naam se kon waqif nahi.
0Positive
Bilquis Edhi bemisal samaji karkun, Abdul Satar Edhi ki nifs behtar hain.
0Positive
Aur guzishta 46 saalon se ye farz is khubi ke sath nibhati chali arahi hain ke aaj na sirf Pakistani unhen ehtaram ki nazar se dekhta hai balke un ki belos khidmaat ka sherah beron e mulk bhi hai.
0Positive
Pakistani quom unhen madar e Pakistan・ke laqab se pukarti hai.
0Positive
Yaqenan kuch afrad ese hote hain ke Allah buzurg o bartar jinhen kuch khas kaamon ke leye muntakhib karta hai.
0Positive
Aur aaj wo samaji karkun aur Bilquis Edhi Foundation ki sarbarah ki hesiyat se pehchani jati hain.
0Positive
Bilquis Edhi ki karkardagi ka dairah is qadar wasi hai ke mukhtasir alfaz mein jis ka ahata mumkin nahi.
0Positive
Bilquis Edhi ne shohar ka sath dete howae foundation ke kaamon mein bharpor tarike se un ka sath diya.
0Positive
Edhi center mein 1952 se qaim shudah jhula project ka charge bhi unhon ne bakhubi sanbhala.
0Positive
Is project ke tehat ab tak mulk bhar se hazaron ki tadad mein unchahe bache panah hasil kar chuke hain. Bilquis Edhi ne logon ke leye ye aam pegham jari kiya ke 砥nchahe bachon ko jan se na marein balke unhen humare jhulon mein dal den.
0Positive
Bilquis Edhi , Pakistan bhar mein khososi tor se uraton aur bachon ke mamlat sanbhalti hain.
0Positive
Wo ab tak hazaron gharib aur nadir larkiyon ki shadi ache gharanon mein karwa chuki hain.
0Positive
Un ki dardmandi ka andaza is baat se lagaya ja sakta hai ke dehshat gardi ke waqeyat aur mukhtalif hadsat mein halak hone walon ke bkhire aza ko mutadid martaba unhon ne apne hathon se yakja kiya.
0Positive
Hazaron lawaris bachon ko pal pos kar bara kia aur taqreban 1 lakh larkiyon ko un ke ghar pohchane ka neek kaam sar anjam deya.
0Positive
Bilquis Edhi ko in khidmaat ke eteraf mein filal e Imtiaz・aur amon Magsaysay・award ke elawa 350 mutafariq inamaat aur ezazat mil chuke hain jin ki tafseel khud unhen bhi yad nahi.
0Positive