sentence
stringlengths
0
2.02k
sentiment
class label
3 classes
Tahum un ka kehna hai ke b main ne ezazat wasol karne chord eye hain.
0Positive
Aur main sirf kaam par tawajah dena chahati hun kyun ke waqat kam hai aue kaam bohat ziyadah hain na jane kab humara bolawa aajaye.
0Positive
Helen Keller ki kahani aik behri aur nabena bachi ki kahani hai jis ne apne andhe pan aur behre pan ke bawajod na sirf aala taleem hasil ki balke mayos logo ke dilon mein apne josh aur walwale se himat paida ki.
0Positive
Miss Salon Helen Keller ki zindagi mein inqelab ban kar warid hoein
0Positive
Helen Keller ke hath par pani ke nal se pani gira kar us ko pani ki hije yaad karati.
0Positive
Yahan tak ke Helen Keller ke tajasus ki tasqeen ke liye Miss Salon ne Helen ki hatheli par ande se choza nikalne ka aamal tak mukamal karaya.
0Positive
Is tarah Helen Keller ki zindagi mein taleem ka aghaz howa aur baad mein wo mukhtalif marahil te kar ke aik shandar musanifa bani.
0Positive
Is dor mein Helen Keller bohat mehanti aur hoshiyar shagird sabit hoi aur bari asani aur josh se us ne ubhri hoi tehriron ko parhna shru kar diya.
0Positive
Us ke khatot se us ki ghair mamoli sojh bojh aur us ke dilchaps khayalat ka andaza hota tha.
0Positive
Helen ko ye jan kar bari khushi hoi ke aur bhi bache ese the jo us ki zaban mein batein karte the aur wo jab garam joshi se us ka hath dabate to use mehsos hota ke us ke un ke darmiyan aik ghair mari rishta hai.
0Positive
1890 mein jab Helen Keller ki umar 10 saal thi to us ki ustani us ko mukhtalif mashkein karati thi jin ki madad se Helen Keller mukhtalif English horf e tahaji ki awazein likalne ke qabil ho gai taham wo bhar por awaz na likal sakti thi aur us ke bole howe alfaz sirf us ki ustani hi samajh sakti thi.
0Positive
1900 mein Helen Keller ne Unani, Latini, German, Algebra aur Geometry ke imtehanat pass kiye aur red Cliff College mein dakhil ho gai.
0Positive
College mein us ne agarcha nihayat masrofiyat ke aalam mein char saal guzare lekin is arse mein us ne do kitabein zeri zindagi ki kahani・aur jijaiyat・takhliq kein.
0Positive
In kitabon mein us ne is yaqeen ka izhar kiya ke musarrat aur shadmani ki badotal is qabil ho saki hai ke wo masher ki khidmat kar sake.
0Positive
College ki rasmi taleem diploma hasil karne par khatam ho gai tahum us ki ghair rasmi taleem kabhi khtam na hoi aur ingrezi, francici aur German kutub ko parhti rahi aur naye josh o kharosh se likhti rahi.
0Positive
Dosron ki madad kar ke wo khushi mehsos karti.
0Positive
Rafah e aam ke kaamon aur qalmi imdad se kabhi gurez na karti.
0Positive
Helen Keller ki ziyadah tar koshishein apne hi jese degar nabena afrad ke leye waqf thi.
0Positive
Helen Keller zati tor par dosron ko himat delati aur un ke dilon mein zindah rehne ki lagan barhati.
0Positive
Wo nabena afrad ke Mesa chastise commission ki rukun bhi banni.
0Positive
Isi tarah nabena aur behre afrad ki degar kai anjomanon ki rukniyat bhi us ne qabol ki.
0Positive
Rafta rafta us ki shurat barhne lagi aur aik waqat aaya ke us ke pas America aur Europe ke dor daraz shehron se bhi khutot aane ka bhi silsila shuru ho gaya.
0Positive
Helen Keller ke doston ka halka bohat wasi tha.
0Positive
Us dor ke mushahir ke sath us ke gehre taluqat the.
0Positive
Wo nihayat bahimat aur deleer khaton thi.
0Positive
Helen Keller ne tamam umar mayosi ko qareeb na phataken deya aur apne azam o himat se mazoron aur sehatmandon ki duniya mein aik esi roshan missal qaim kar di jis ko duniya yad rakhe gi.
0Positive
Justice Retire Majida Rizvi bhi un basaor khawateen mein shamil hain jo mehaz apne leye nahi jetein.
0Positive
Majida Rizvi ne apne liye apni jid o jehad aur mehnat se aik buland aur qabil e fakhar muqam hasil kiya, Majida Rizvi Pakistan ki pheli khatoon Judge hone ka ezaz hasil hai aur apne shube ki wo behad laiq aur muhtaram shakhsiyat hain.
0Positive
Jab main ne law ki taleem hasil ki to mery samne amli zindagi mein apni salahiyaton ke istemal ka jazba aur lagan karwatein lene laga.
0Positive
6 mahene bad jab mujhe qanon ke shube mein amli tor par ane ki ijazat mil gayi to January 1963 mein meri enrolment hoi aur is ke bad main ne phir kabhi palat kar nahi dekha.
0Positive
Apne kaam mein is tarah magan hoi ke mujhe khud bhi ye ehsas bad meinhowa ke koi undekhi lagan hai jo mujhe yun din raat masrof rakhe howae hai.
0Positive
Is tarha District Court mein apni practice jari rakhte howae main ne senior Judge ke sath family laws par kafi kaam kiya.
0Positive
Main in columnon mein urton ke masail aur un ka hal batati thi.
0Positive
Is doran business and professional association walon ki ema par main ne aik booklet bhi likhi jis mein Islam aur family laws ke tehat uraton ke hoqoq ki wazahat ki gayi thi.
0Positive
Jo logon mein taqseem kiye gay eta ke wo apni zabanon mein baasani un masail o mamlat ko samajh sakein.
0Positive
Pheli dafa mera naam gaya tha.
0Positive
Jab mera naam Chief Justice ke pas tha to us waqat ki hukumat bartaraf kar di gayi thi amomi rawaiya bhi kuch hosla aafza na tha log chahate the ke aala adalati nizam mein khawateen age na ane payein jab ke lower judiciary mein kafi khawateen thein jo kaam kar rahein thein.
0Positive
1994 mein jab High Court ki pheli khatoon Judge banni to ye mery leye bare ezaz ki baat thi.
0Positive
Aain aur mazhab mein khawateen ko jo hoqoq deye gaye hain un se Majida Rizvi pori tarah mumain hain.
0Positive
Unhon ne 50 baras tak bila takhsis rang o nasal aur mazhab o quom, bemar aur besahara afrad ki khidmat ki.
0Positive
Mother Teresa ki khidmat ka almi satah par eteraf kiya gaya aur 1979 mien Mother Teresa aman ke Noble Prize se nawaza gaya.
0Positive
1937 mein mazhabi half bardari ke baad unhon ne le sew kass ki senit Teresa, jise ghair mulki mublighon ka sarparast senit qarar diya jata hai, ka naam ikhteyar kar leya.
0Positive
Kolkata ke gharib aawam ki halat e zar ne Mother Teresa ke dil par ghehra asar muratab kiya aur unhon ne mehaz mazhabi khidmat anjam dene ke bajaye insani khidmat ko apni zindagi ka maqsad bana leya.
0Positive
1948 mien unhon ne convent chor kar Kolkata ke maflok ul haal afrad ke darmiyan aik ministry ka aghaz karne ki ijazat mangi aur ijazat miln par kaam ka aghaz kar diya.
0Positive
1950 mein Mother Teresa aur un ke rofaqa ko Roman Catholic Church ke tehat charity meshes qarar de diya gaya.
0Positive
1952 mein Mother Teresa ne Nirmal hriday (shafaf dil) naami idara qaim kiya jis ke bunyadi maqasid mein gharib marizon ka ilaj karna shamil tha.
0Positive
Zindagi se mayos marizon ko wo apne idare mein latein, un ki khidmat katein aur ese kai afrad ko nai zindagi se hum kinar karwatein jinhein un ke doctor marz e mout mein mubtala qarar de chuke the.
0Positive
Mother Teresa ka kam sirf Kolkata ya Bharat tak mehdod na raha balke duniya ke kai hisson tak pheel gaya.
0Positive
Is ke bawajod wo apni khidmat anjam deti rhein lekin 1997 mien halat is nehaj par pohanch gaye ke idare ki zimedariyon ki kama haqa takmil mumkin na rahi jis par Mother Teresa ki jagah Sister Nirmala ne idare ki sarbarahi ke faraiz sanbhal leye.
0Positive
Agar cha inhi dinon Lady Diana ki jawan margi ka dil kharash saniha pesh aya tha lekin is ke bawajod Mother Teresa ki mout logon par anpa asar chore baghir na rahi.
0Positive
Mother Teresa agar cha is duniya se ja chuki hain lekin un ke hathon shifa pane wale mariz aur un ke idare se nai zindagi ki naveed pa kar nikalne wale afrad unhein apni yadon mien hameshah zindah rakhein ge.
0Positive
Aaj bhi Lady Diana ke tazkare par bohat si aankhe nam ho jati hain.
0Positive
29 July 1981 ko Princes Charles se Lady Diana ki shadi ki aik esi taqreeb thi jese log umoman khuwabon mein dekhte hain.
0Positive
Lady Diana ki shakhsiyat kuch esi dil kash aur man mohni thi ke media un ki tarah khincha chala aata tha.
0Positive
Shahzadi diana sirf apni shahi hesiyat aur ghair mamoli shakhsiyat ki wajah se hi media ki tawajah ka markaz nahi rahein balke is ki aik bari wajah un ki beloss samaji aur rafahi khidmat bhi thein.
0Positive
Unhon ne duniya bhar mein barodi surangon par pabandi lagwane ke leye bhar por muhim chalai thi.
0Positive
Mazor aur mulhik amraz mein mubtala bachon se un ki mohabat ka ye alam tha ke sakht garmi mien din bhar ka safar kar ke Africa pohanchein aur aik hospital mien aik bache ka hath pakar kar kai ghante us ke pas beti rahein, jis ki donon tangein barodi surang se urh gai thein.
0Positive
Wo bacha bach nahi saka magar mehaz Lady Diana ki mohabat o shafqat ke ehsas ne us ki aziyat kam kar di.
0Positive
Wo marte waqat khush tha.
0Positive
Lady Diana Imran Khan ke Shukat Khanam Memorial hospital mein fundraising ki aik taqreeb mein shirkat ke leye Pakistan aaein to cancer ke mariz bachon ko bhi god mein leye bethi rahein jihein shayad un ke nihayat qarebi azizon ne bhi god mein bethana chor diya tha.
0Positive
Lady Diana das (10) se zaid bare aur ban ul aqwami falahi idaron ke uhde daron mein shamil thein jin ke leye atyat jama karne ki sargarmiyon mein hissa lene ke elawa unhon ne un idaron ko apne zati sarmaye mein se bhi bari bari roqom di thein .
0Positive
Guzishta aik saal ke dauran Pakistan mein ladkiyon aur aurton ke liye qaiym Edhi homes jin mein Karachi, Multan, Lahore, Islamabad, Peshawar, Quetta mein gharelo tashaddud ya deegar wajohaat ki bunyad par panah ke liye aane wali ladkiyon, aurton jin ke sath bachen bhi the, un ko aarzi taur par panah di gai.
0Positive
Khyber pakhtunkhuwan mein 2012 ki ba nisbat 2013 mein bomb blast aur khudkash hamlon mein numayan kami aai.
0Positive
Khidmat-e-khalq kay shube mein Pakistan aur duniya ki jani mani shakhsiyat Abdul Sattar Edhi al maroof moulana Edhi Pakistan mein Edhi Foundation kay sadar hain.
0Positive
Edhi Foundation ki shakhein tamam duniya mein pheli hoye hai.
0Positive
Dono ko 1986 mein awami khidmat kay shube mein saman maksa award say nawaza gaya.
0Positive
App paidaishi leder thay aur shuro say hi apnay doston ki chote chote kamo aur khel tamashe karne per hosla afzai karte thay
0Positive
Jab in kay walida inhein school jate waqt do pese dete to woh in mein say aik paisa kharch karlate the aur aik paisa kisi zarurat mand ki zarurat puri karne kay liye de detay.
0Positive
11 saal ki umar mein inhone apni maa ko dekh bhal ka kaam sambhala jo shadeed qisim kay ziya diabetes mein mubtala thein.
0Positive
Choti umar mein hi inhon nay apnay say phelay dusron ki madad karna sikh liya tha, jo agay ki zindagi kay liye kamyabi ki kunji ban gaya.
0Positive
Iss kay alawa app nay yeaha apne dosto ko tadrees ki taraf bhi ragab kiya.
0Positive
App nay sada tarz-e-zindagi apnaya aur dispensary kay samne bench per hi so late ta kay bawaqt zarurat fouri tour per madad ko pohunch sake.
0Positive
inhone nay shehar kay nowah mein khemey lagwaye aur muft madafati adwaiyat farham kein.
0Positive
Mukhiyair hazrat nay in ki dil khul kar madad ki aur in kay kamo ko dekhte huwe baqi Pakistan nay bhi imdadadi raqam say inhone woh puri imarat kharedli jaha dispensary thein aur waha aik zachgi kay liye center aur nurseon ki tarbiyat kay liye school khula aur ye hi Edhi Foundation ka aghaz tha.
0Positive
Anay wale salao mein Edhi Foundation Pakistan kay baqi elaqo tak bhi phelti gai flu ki waba kay baad aik karobari shaksiyat nay Edhi ko kafi bari raqam ki imdad di jis say inhone aik ambulance khareedi jis ko woh khud chalate thay.
0Positive
Karachi aur undorene Sindh kay liye woh khud rawana hote hain aur Edhi foundation ki hadsat per rade ammal ki raftar aur khidmat municipal ki khidmaat ziada taiz behtar hain.
0Positive
Edhi marakazi aik khasiyat ye bhi hai kay Edhi marakz kay bahir bacha gari ka ahtemam hai ta kay khawateen bache ki dekh bhal nahi kar sakti apne bache ko yeaha chor kar ja sake is bache ko Edhi foundation apne yateem khane mein panha deti hai aur isko muft taleem di jati hai.
0Positive
Edhi International Ambulance ka qiyam
0Positive
Islami duniya mein Edhi foundation har musibat aur mushkil waqt mein aham imadad farham karti hai.
0Positive
Foundation nay sirf Pakistan mein hi nahi bal kay bain ul aqwami satah per bhi turraki ki hai.
0Positive
Begum Bilquis Edhi aur Kubra Edhi nay is mouqe per kaha kay woh duniya ka ameer ya ghareeb mulk ho wahaan mareez mareez hi hota hai.
0Positive
ambulance ka maqsad insano ki jane bachana hota hai aur humay iss baat ki khushi ho gi kay Edhi International Ambulance Foundation ki ambulances duniya bhar mein insano ki janein bachayein khwa woh London, New York , Tokyo, Tilabib, Beirut aur Damishq hoon.
0Positive
inhon nay kaha kay insaniyat ki ban ul aqwami khidmat kay hawale say hamara aik qadam aur age bhar raha hai.
0Positive
Ajj Pakistan kay alawa Islami duniya mein bhi Edhi nay aik ghar khudgharz aur muhtarma shaks kay tour sherat pai hai shurat aur izat kay bawud inhone apni sada zindagi ko tarak nahi kiya woh sada rawati Pakistani libas pehante hain jo sirf aik ya do din in ki mumlikat hai iske alawa in ki malkiyat khele joto ka aik jora hai jis ko woh sabqa 20 sal say istemal kar rahe hain
0Positive
Aur ye bhi haqiqat hai kay Edhi foundation ka begat aik caror ka hai jis mein say woh apni zat per aik paisa bhi kharch nahi karte.
0Positive
Edhi Foundation Ambulance Service app kay beta Faisal batate hai jab Afghanistan mein markaz ka iftetah kiya ja raha tha to amla mehmano aur sahafiuo kay bethne kay liye kursiya kharedli jab Edhi wahan aye to woh is baat say sakht khafa huwe khun kay in kay khayal mein ye raqam kisi zarurat mand ki madad per kharch ki ja sakti thi.
0Positive
Iss raat clinic kay farash per ambulance kay drivers kay sath soye.
0Positive
Ajj Edhi foundation taraqi ki rah per gamazan hai.
0Positive
Edhi mustaqbil ki taraf dekhte huwe kahte hain, woh Pakistan kay har alaqay mein per hospital tameer karna chahte hain.
0Positive
Woh hukumat ya sabqa mazhabi jamaton say imdad bhi nahi latay khun kay woh samjhte hain kay in ki imdad mashrot hoti hai.
0Positive
Edhi bazat khud bagair choti kiye taweel tareen arse tak kam karne kay alami record kay hamil hain aur record bane kay baad bhi abhi tak inhone nay chutti nahi li.
0Positive
meine yeh cream apne ghar waloun kay liay khareedi hai aur unbkay baqaul, yeh bohat achee hai istemal karne mein. The Vitamin Compnay khud bhee itne achay products nikaltee hai, tabhee isko trust kia. Delibhee tez aur theek thaak thee :)
0Positive
Bohtt he aala
0Positive
Market sey thora sasta mil raha tha yehan tou main ney yehin sey ley lia apni baki items kay sath. Quality bohat achi lagi kyunkay baalon kay liye healthy sabit hua aur split ends theek kar diye.
0Positive
Es shampoo say bal sarah dil naram rhte ha. Thanks daraz
0Positive
Bht khoob
0Positive
Bht Achi Product Hai Ap Agr Lena Chahte Hain Sochiye Mat Jaldi Se Le Lain Thanks #Hafeez313
0Positive
Bohat acha perfume hai, iski bottle se lekar iski looks aur iski smell, sab se mein mutmaeen hoon. Bari tez khushboo hai jo long lasting bhee laggi. Aur price mein bhee itna mehngaa nia laga :)
0Positive
color bilkul natural lagta hai , mere hair color se sahi se match hua hai aur lagane mein b aasan hai lekin mjhe isko lagate hue bohat dar lagta hai qk spray krne k foran bad yeh bohat ziada heat up krdeta hai.. bohat hee zada heat mehsoos hoti hai isliye mene isko apply krna chordia hai
0Positive
yeh mask bohat acha hai aur is se blackheads kafii hadh tak saaf hojate hain.. meine isko internet pe hi dekha tha aur iske bohat achay reviews parhne k bad khareeda yeh meine, yeh ziada time nahi leta dry hone mein lekin iske results bohat achay hain face pe, clean hojati hai is se skin aur oil b nahi ata
0Positive