sentence
stringlengths
0
2.02k
sentiment
class label
3 classes
LAHORE PTI Chairman Imran Khan Ne Kal Aala Satehi Ijlas Talab Kar Liya Enquiry Commission Ki Report Ka Jaiza Liya Jaiga _
0Positive
Ye Sochen K Aap Wo Khush Naseeb Hu Jise ALLAH Ne Azmaish K Qabil Samjha
0Positive
Farmata Hy tu Krta Wo Hy Jo TU Chahta Hy Pr Hota Wo Hy Jo Main Chahta Hun Tu Wo Kr Jo Main Chahta Hun Phir Wo Hoga Jo TU Chahta Hy
0Positive
Is Saal Eid Ul Fitar Ki 70 Arab Rupe Ki Kharidari Ki Gai Atiq Mir
0Positive
Ek Wohi Tu Nazar Aata hy Jab Kuch Bhi Nazar Nahi Aata
0Positive
New Delhi Bharat Main Chand Nazar Aagaya Kal Eid Hogi
0Positive
Muqami Royat e Hilal Committee Ko 12 Shahadaten Musol Kal Josh o Jazbay Say Eid Ul Fitar Manai Jaegi
0Positive
PM Nawaz Sharif Ne Me TAPI Gas Pipe Line Mansoobay Ka Sang e Bunyad Rakh Diya Ko 1325 MMCFD Gas Mil Sakay Gi
0Positive
Baba Is Me Koi Nqs Ni Hy
0Positive
Nawab Zehri Balochistan Ke Aainda Wazir e Ahla Honge Tawaqu Hai Nawab Zehri Blochistan Me Amn Ke Qiyam Ko Yaqini Banainge
0Positive
K Electric Ka Bijli Ki Qeemat Me 2 Rupay 8 Paisay Fee Unit Kami Ka Ailan Itlaq December K Bills Me Ho Ga
0Positive
Sb Se Mehngi Bikny Wali Team Karachi ARY Group K Salman Iqbal Ne 25Lakh Dollar Me Kharid Li
0Positive
Likh Kr Aur Network Say Follow KarKay Fori News Hasil Karen
0Positive
Lahore Allama Iqbal Airport Per Instrumental Landing System Ka Iftitah
0Positive
Karachi Rangers K Targeted Opperation 9 Mulziman Giriftar
0Positive
Boht Barra Khazana Hay
0Positive
Wazir e Ala Punjab Ne Siyahati Bus Service Ka Iftitah Kr Diya Shehbaz Sharif Ne Udhar Ki Raqam Se Ticket Kharid Kr Bus Me Safar Kiya
0Positive
FIA Ki Karwai Gair Mulki Afrad K Passport Banany K Illzam Mn Ka Deputy Assistant Director Or 1 Ahilkar Griftar
0Positive
Adaalati Pabandi K Pesh e Nazar Security Idaro Ne Altaf Hussain Ki Tasveer Walay Boards Utaar Diye
0Positive
Governor Sardar Mehtab Ne FR Kohat Me 500 Acer Ruqby Par Ki Pehli University K Liye 45 Billion Rupy Ki Manzori Day Di
0Positive
Insidad e Dehshatgardi Ki Adalat Ne MQM K Karkun Amir Ahmad Or Abdul Gaffar Ko 90 Roz Pr Rangers K Hawalay Kar Diya
0Positive
Jalsag Gah PTI Ki Song Say Gunjh Otha
0Positive
Caiptan Ka Shandar Istiqbal
0Positive
Lahore Target Killing Me Mulavis Mulzim 7 Roza Remand Par Police K Hawalay
0Positive
Qasimabad Me PPP 27 Me 24 Wards Me Kamyab
0Positive
Imran Khan Ka Zulfiqar Mirza Ko Phone Badin City Me Jeet Per Mubarakbad
0Positive
Neelam Chattan is helping children in Pakistan cope with conflict by refocusing their attention on school
0Positive
Lady Reading Hospital Mein Hostel Ka Tanaza Doctors amp Secretary Sehat K Darmiyan Muzakrat Kamiyab 3 Din Se Jari Hartal Khatam
0Positive
FBI Ka Call Karne Walo K Khilaf Operation Shuro
0Positive
Canada Me Adalat Nay Musalman Khawateen K Naqab Laganay Par Pabandi Laga Di
0Positive
In ka ghar bachon ke qehqahon se goonjta rehta hai.
0Positive
Wo 42 baras ki umer mein bhi nihayat haseen dikhai deti hain.
0Positive
Yahan tak ke in ki shohrat ghar ghar pohanch gai, bilkhusoos in ka yeh jumla zabaan zadd khaas o aam ho gaya
0Positive
Pakistan Tehreek e Insaaf ke chairman Imran Khan ki wife ki hesiyat se wo har us maqsad ke liye in ke shana bashana dikhai deti hain ke jis ke liye wo jaddojehad kar rahe hain, misaal ke taur par aik naya Pakistan ke jahan har shakhs ko izzat ke sath jeene ka haq hasil hua.
0Positive
Tahum is ke bawajood in ki Imran Khan ke sath sath maujodgi is baat ki ghumaz hai ke Reham Khan bhi Pakistan ko badalne ki tehreek mein apne kirdar ke hawale se pur azam hain.
0Positive
Reham Khan ka sab se maussir hathiyar in ki 500 mega watt taqat wali dilnasheen muskurahat hai jo us waqt bhi in ke labon par machal rahi thi, jab inho ne apni zindagi, Imran Khan se shadi, kaam aur apne bachon ke barey mein hamare sath halki phulki guftugo ki shuruwat ki.
0Positive
Nahi kabhi nahi.
0Positive
Wo aise aadmi nahi ke aap ko kuch karne par majboor karen.
0Positive
Imran, main aap se is liye shadi kar rahi hon ke log nahi jante ke aap kitne ache insaan hain, mera khayal hai ke logon ko andaza he nahi ke wok is tarah ke insaan hain.
0Positive
Wo chalak hain na makkar, bilkul waise he hain ke jaise dikhai dete hain.
0Positive
Wo logon ke sath khilwar nahi karte.
0Positive
Main bhi in ke barey mein yehi tassur rakhti thi ke wo jarihana mizaaj rakhte hain aur ghusiley bhi hain, magar yeh haqiqat nahi.
0Positive
Wo muaaf kar dene wale shakhs hain, agar koi shakhs bilkhusoos koi mulazim ghalti kar bethta hai to wo ise yaksar nazar andaaz kar dete hain.
0Positive
Log inhe maghroor samajhte hain, lekin wo bohat aajzi aur inkesari wale insaan hain.
0Positive
Jab Reham Khan se pocha gaya ke siyasat se qataa nazar Imran ko aur kya pasand hai to in ke kehna tha, ke jab main is ghar mein aai to mera tassur kuch is tarah ka tha ke ooo hooo, Imran ko to daal dalliya bhi thek tarah se nahi milta.
0Positive
Agar main kitchen mein naya item banao to in ka radde amal kuch is tarah ka hota hai
0Positive
Imran bohat qabil e tareef hain kyun ke wo kisi bhi tarah ke halaat mein reh sakte hain, wo bila wajah naak bhawen charane wale aadmi nahi hain.
0Positive
Main ne Imran ko bata diya tha ke main koi samjhota karna nahi chahti.
0Positive
Main apne bachon ko bohat azaadi deti haon, jo ke shayad bohat se deegar waldain nahi dete.
0Positive
Mere bhi kuch usool hain lekin is tarah ke nahi ke shor na karo ya mauseeqi na suno.
0Positive
Hamara bohat shor sharabe wala ghar hai aur bachon ke sath hamare talluqat bohat sidhe aur aasaan hai.
0Positive
To Reham Khan ne kaha ke Imran bohat he ache baap hain.
0Positive
Suleman he ko dekh lijiye, jo Imran aur Jamaima ka barha beta hai, wo is baras 19 saal ka ho jaega, lekin ab bhi wo apne baap ke sath chimat kar sota hai aur mera khayal hai ke waldain ke liye ladkon ke sath laad piyar karna bohat zarori hai, chahe wo kitne he barhe kyun na ho jae.
0Positive
Mere bachon ko to mujhe ziyada laad piyar karne se rokna parhta hai kyun ke mein in ke ird gird he mandlati rehti hon, yahan tak ke inhe kehna parhta hai ke, Mum, 1 minute ke liye he thehar jae.
0Positive
Step Father ki hesiyat se bhi Imran bohat ache hain.
0Positive
Hamare masaiyl sirf hamare bachon se mutalliq the.
0Positive
Hamare waise he tafarrukat hain ke jaise aam waldain ke hote hain.
0Positive
Aap Imran se yeh tawaqqa nahi rakh sakte ke wo sab he choti chezon ke barey mein sochenge, lekin wo bohat naram dil aur hassas insaan hain.
0Positive
Wo aise aadmi hain ke inho ne kabhi apni sabqa biwi ( Jamaima ) ko bura bhala nahi kaha, bal ke in ke sath bahmi aihteraam ka talluq barqarar rakha hai.
0Positive
Main aksar apne beton se kehti hon ke tum in ki yani Imran ki tarah baat karte ho, in ke jaisa libaas pehante ho to in jaisa insaan banne ki bhi koshish karo.
0Positive
In ke jaise shohar bano, in ke jaise sabiq shohar bano, in ke jaise bhai bano aur in ke jaise bete bano.
0Positive
nae nae shadi shuda afraad ke liye sab se aeham tip yeh hai ke in ke dil mein bachon ki shadeed khuwahish honi chahiye.
0Positive
Hamare han aam taur par shadi shuda afraad is liye Maa Baap banne ki khuwahishmand hote hain ke muaashra in se yehi tawaqqa kar raha hota hai.
0Positive
Main samajhti honk e kuch log ache waldain banne ka rujhaan rakhte hain aur kuch log is se mehroom hote hain.
0Positive
Lehaza sab se achi tip to yehi hai ke husool aulaad ke khuwahishmand hon aur bachon ki parwarish se lutf uthae.
0Positive
Dosri aeham tip yeh hai ke aap ko apne bachon ke sath ziyada se ziyada waqt guzarna chahiye. Log hairan ho kar mujh se pochte hain ke main ne
0Positive
Akeli Maa ke taur par kaise 3 bache paal liye, lekin haqiqat yeh hai ke in ki parwarish karna mere liye taza hawa ki manind farhat bakhsh tha.
0Positive
Main ne hamesha prime time talk shows kiye aur Pakistan ke tamam he siyasatdano ke interview kiye.
0Positive
Tumhari Urdu achi nahi hai, tum bohat naram mizaaj ki ho, yahan bohat chillana parhta hai, larhna parhta hai lekin mere khayal mein yeh logon ki zihanat ki tauheen hai.
0Positive
Inhe aik mauqa milna chahiye ke wo khud is baat ka faisla kar saken ke kya behtar hai aur kya nahi.
0Positive
Main ne kisi bhi lihaaz se khud ko tabdeel nahi kiya.
0Positive
Apne sab se yaadgar interview ke barey mein inho ne bataya, mujhe badam zari bohat achi lagi, yeh wo pehli khatoon hai ke jis ne wafaq ke zair e intezam qabaili ilaqey ( Fata ) se pehli bar azaad hesiyat mein election larha.
0Positive
Is khatoon ko dekha kar mera hausla barha aur is interview ko androne bairoon mulk bohat ziyada dekha gaya.
0Positive
Pehli baat to yeh hai ke Imran khud ko politician nahi samajhte, is liye mera kaam aasaan ho gaya.
0Positive
Wo samajhte hain ke wo aik mission par hain aur main bhi aisa he samajhti hon.
0Positive
Haqiqat yeh hai ke main is hawale se koi dabao mehsoos nahi karti.
0Positive
Log samajhte hain ke agar main kaam karna chahongi to Imran Khan mujhe mana karenge, halan ke haqiqat is ke bar aks hai, mujhe Imran ne kabhi aisa nahi kaha.
0Positive
Yaqinan inho ne mujh se shadi is liye nahi ki hogi ke mujhe tabdeel karen.
0Positive
Inho ne 62 baras mein shadi ka faisla karne se pehle yaqinan achi tarah ghaur o fikar kiya ho ga.
0Positive
Yeh apni pasand se meri pehli shadi hai.
0Positive
Main ne kuch dekhe bhale bagher he shadi ke liye in ki sherwani pasand karti thi.
0Positive
Shadi wale din in ka bass nahi chal raha tha ke kisi tarah photosession jald az jald khatam karae aur khane ke liye beth jae.
0Positive
Yeh aik bohat piyara din tha ke jo hum ne apni family aur bachon ke sath guzara.
0Positive
Us din hamari family ke mehaz 8 afraad maujood the aur us news channel ki team bhi jis ke sath main 2007 se munsalik thi.
0Positive
Ghar mein hum bilkul aik normal couple ki tarah rehte hain.
0Positive
Main khana pakati hon, hum log khilwat mein rehna pasand karte hain aur bilkul gharelo andaaz ki zindagi guzaarte hain.
0Positive
Jahan tak aik dosre ko waqt dene ka talluq hai to Imran is muaamle mein mujh se kahin behtar hain.
0Positive
Shaam 7 baje ke bad wo mujhe bhi koi kaam nahi karne dete.
0Positive
Reham Khan ne jawab diya, ・Jab mujhe street children ke hawale se safer muqarrar kiya gaya to is par bohat batein banai gai.
0Positive
Main baazabta taur par tehreek e Insaaf ka hissa hon, na he NWFP hukomat ka, lekin main streer children aur child labor ke hawale se bohat mutafakkir rehti hon, is liye main in mauzoaat par kaam karti rahi hon.
0Positive
Humen child labor ka khatma karna ho ga aur main aik tehreek ki soorat mein isi maqsad ke liye kaam kar rahi hon.
0Positive
Main NWFP se achi tarah waqif hon, isi liye wahan se kaam ka aaghaz kiya, lekin is ka hargiz yeh matlab nahi ke main Sindh, Baluchistan aur Punjab mein kaam nahi karongi.
0Positive
Agar main sab se pehle khud apne province ke barey mein sochti hon to yeh bilkul fitri baat hai.
0Positive
Is liye man chahti hon ke duniya ko pakhtuno ka asal roop dikhao.
0Positive
Jin mein se aik Pashtun poet aur Jungjo Khushhaal Khan Khatak ke barey mein hai, yeh film Pakhtun tareekh aur saqafat ki akkasi karegi, jab ke dosri film romantic comedy noiyat ki ho gi.
0Positive
Main chahti hon ke jis area se qeemti pathar aur dhatein nikalti hain, wahan ke log in stones ki cutting, polishing, finishing, sales aur marketing jaise muaamlaat mein bhi maharat hasil karen, taa ke in ka meyaar e zindagi bulnad ho saken.
0Positive
Hamare logon ki hunarmandi ka meyar bhi Thailand aur Dubai ki takkar ka hona chahiye.
0Positive
Sab se pehle to khuwateen ko apne is khayal se picha churana chahiye, ke wo kisi bhi lihaaz se kamtar hain.
0Positive
Main nahi samajhti ke main aik aura thon, main khud ko aik fard samajhti hon, aurat hona mere liye koi rukawat nahi.
0Positive
Jahan tak Imran ka talluq hai to unho ne mujhe meri apni shakhsiyat ke sath qabool kiya hai.
0Positive